Hamare Is Post Ka Topic Hai Android Phone Mai Software Kaise Dalte hai Or Is Post Me Hum Ese Topic Par Bat Karenge, Friends Aajkal Android Phones Ka Time Hai Aajkal Har Kisi Ke Pass Phone Hota Hai Or Sabse Jyada Android Phones Logo Ke Pass Hote Hai, Internet Use Karne Wale Maximum Log Android Phones He Use Karte Hai Par Time –Time Par Hamara Android Phone Problem Bhi Karne Lagta Hai.
Jyada Internet Use Karne Se Hamara Phone Hang Karne Lagta Hai Jyada Application Install Karne Se Bhi Phone Me Hanging Ki Problem Aane Lagti Hai Jiske Karan Hume Phone Ko Use Karne Me Problem Hoti Hai Kabhi-Kabhi Phone Par Overload Padne Se Phone Ka Software Crush Ho Jata Hai Jab Hamare Phone Ka Software Problem Karne Lagta Hai To Hum Phone Ko Flash Karane Repairing Center Par Jaate Hai.
Android Phone Ka Usb Driver Computer Me Kaise Install Karte Hai ?
1. Andorid Phone Ko Flash Karne Ke Liye Sabse Pehle Aapko Apne Phone Ka Driver Install Karna Hoga Ya Aap Chahe To Vcom Driver Bhi Download Karke Install Kar Sakte Hai.
2. Apne Phone Ka Driver Install Karne Ke Liye Aapko Apne Android Phone Ko Computer Se Connect Karna Hoga Or Usb Connection Me Jakar Build In Cd-Rom Ko Select Karna Hoga Fir Apko Apne Phone Ke Drivers Ko Copy Karke Computer Me Save Kar Lena Hai Ap Chahe To Desktop Par Bhi Save Kar Sakte Hai Kyoki Waha Se Inhe Dhoondhne Me Pareshani Nahin Hoge.
Android Phone Mai Software Kaise Dalte Hai Ya Andrid Phone Ko Flash Kaise Karte Hai ?
1. Android Phone Ko Flash Karne Ke Liye Sabse Pehle Aapko Apne Phone Ka Stock Rom Download Karna Hai Jo Lagbhag 500 Mb Se 1 Gb Tak Ka Ho Sakta Hai, Stock Rom Ek Zip File Me Hoga Aapko Ese Extract Karna Hai WinrarKe Madad Se, Sp Flash Tool Aapko Apne Phone Ke Stock Rom Me He Mil Jayega, Agar Aapke Phone Ke Stock Rom Me Sp Flash Tool Nahin Hai To Aap Ese Bhi Download Kar Sakte Hai Yaha Click Karke.
2. Fir Aapko Sp Flash Tool Ko Open Karna Hai Sp Flash Tool Agar Zip File Me Hai To Aapko Use Bhi Extract Karna Hoga, Zip File Ko Extact Karne Ke Liye Aapke Computer Me Winrar Application Install Honi Chahiye Agar Apke Computer Me Winrar Application Install Nahin Hai To Yaha Click Karke Download Kar Sakte Hai, Sp Flash Tool File Ko Extact Karne Ke Liye Aapko File Par Mouse Ke Help Se Right Click Karna Hai Or Fir Extact File Par Click Kar Dena Hai Aapke File Extact Ho Jayegi.
Note – Phone Ko Flash Karte Time Agar Aapke Phone Me Koi Problem Aati Hai Ya Phone Brick Ho Jata Hai To Uske Responsible Aap Khud Honge Esliye Phone Ko Flash Karte Wakt Sabdhani Barte Phone Ko Flash Karne Ke Liye Apne Phone Ke Stock Rom Ko He Download Kare Or Use Se Phone Flash Kare Agar Aap Kisi Dusre Phone Ke Stock Rom Ko Use Karte Hai To Aapka Phone Brick Ho Sakta Hai Sath He Koi Or Interfare Hone Se Bhi Phone Me Problem Aa Sakti Hai.
To Friends Is Post Me Apne Sikha Android Phone Mai Software Kaise Dalte hai Aapko Ye Post Kaise Lagi Hume Jarur Bataye Comment Karke Agar Aapko Hamari Post Pasand Aaye To Please Ese Social Sites Par Share Kare Hamari Future Posts Ki Janakri Pane Ke Liye Hume E-Mail Par Subscribe Kare Facebook Par Humse Judne Ke Liye Hamara Facebook Page Jarur Like Kare.
TOO HELPFULL POST
thanks ritesh